gar tera saath ho...
gar humkadam ban ne ka wada karoto is kadar hi nazmon ko likhta rahungar tum meri nisha ka chand banoto is kadar hi jahan ko roshan karta rahunfizaon ne bikhera hain lakhon jalwon komagar kisi ko maine dekha nahinnazren padi jab tere jalwon parto ab nazren hatana mujhe gawara nahinkhwabon me tarasha hai jisko mainewo ishq-e-but tum hojis phool ko chaha hai mainewo mehkta kamal tum hogar tera saath na hoto teri yadoon ko kagaz aur lahoo ko sihai banunga zindagi ka safar chahe kam hopar khuda tujhe bana ke jaunga
No comments:
Post a Comment