Tuesday, November 3, 2009

mann kare...

aaj ashqon se aankhon ko sajane ka mann kare.....
is bhari duniya se chale jaane ko mann kare....
chale jaana chahta hu main waha,
jaha bas sabh kuch bhul jaane ka mann kare...

No comments: