akela hu main aaj,
itna akela na tha main kabhi jitna aaj hu abhi....
najaane sabh hai mere pass, sabh hai mere sath,
najaane fir bhi kyu tumhari kami hai mere pass...
na jaanta t ha main ki kya ye ishq hota hai,
kya ye pyar hota hai,
par jabse hua main tumse roobaroo,
sabh lagta hai ab khwab jisse tha main abhi tak anjaan....
tumse milne ke baad lagta hai,
jaise ji raha tha main ek adhuri zindagi jotumhare aane se hi hogi poori...
No comments:
Post a Comment