Thursday, March 12, 2009

main kyu nahi????

jaane kyu sabh sochte hain,
ki main kisi ko pyar ni kar sakta.
kyu kisi ke liye mera dil nahi dhadak sakta???
usko jab btaya maine apne haal-e-dil
kyu sun kar use hansi aayi??
kya khuda ne mere liye pyar ni bnaya??

No comments: