Thursday, March 12, 2009

jhonka hawa ka...

ek hawa ka jhonka, mere gaalon ko lag kar gya..
ek hawa ka jhonka, mujhe kujh apna sa laga.
wahi pyara sa ehsaas, wahi pyari si muskan.
wahi aankhein jhuka kar hasna, sharma sharma ke baatein karna.
wahi meri baaton par sharmaate huye hasna, kuch na kuch bolkar chup ho jana.
wo saath mere kisi aur ke dekh kar chale jaana, khidki se jhaank jhaank kar mere saath baatein karna,
ye ek hawa ka jhonka, mujhe apna sa laga, jis mein mujhe pyar uska laga....

1 comment:

Unknown said...

in short AWESOME,MINDBLOWING SHAYARI,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,REALLY