Saturday, August 8, 2009

aaj yaad aayi

aaj yaad aayi kayi arse baad unki,
dekhkar wo haseen tasveer unki...
yaad aaye wo pal bhi mujhe,
jinke sahare jiye jaa raha hu main abhi...
wo dosti ka manzar bhi haseen tha,
jab ye dost bhi unke kareeb tha...
najaane kyu chale gaye wo khafa hokar humse,
jo is dil ke sabse kareeb tha....

No comments: