
yaad uski wo naajane kya keh gayi,
chehre par chhooyi ye hawa yaad uski de gayi...
mann mein chhupa rakhi thi jo yaadein,
aaj unhi mein kho gaye hum...
hansta hua chehra uska aaj phir yaad aa gya,
yaaron ke mehfil se mujhe un yaadon mein le gya...
un yaadon mein khokar najaan main kaha kho gya,
kehne lage dost mere ye to ishq mwin uske pagal ho gya...
ye ishq hai kitna pyar,
ye yaad hai uski kitni acchi...
bada gya hu yeh kehte hain saare,
rehta nahin ishq mein kuch bass mein humare...
2 comments:
good
hey bhaggu...................
Post a Comment