Saturday, August 8, 2009

ek din aur...

aaj ek aur raat chali gayi neend ke intezar mein,
aaj ek aur din chala gya meri zindagi ka uske intezar mein...
kitni raatein chali gayi,
kitnedin beet gaye uske ek iqraar mein...
aaj zindagi aur chhoti ho gayi uske intezar mein...
wo kar raha hu main uska intezar najaane kabse,
wo karunga main intezar uska kab tak,
pata chalega mujhe jab,
jeeta rahunga main marte marte tab tak....

1 comment:

Unknown said...

kya baat hai...........subhanallah