Saturday, August 15, 2009

ashqon ki barsaat...

aaj najane kaise bhagwan,
ho gya mujhpar meharban,
jo karwa di usne mujhe mere dost se dobara pehchan..
wo dil mera udne laga hai najaane kaha, sunkar wo apne dost ki zubaan..
aaj cheer gayi mujhko,
jo kehti hai bhul jao mujhko...
usne maang liya mujhse wo,
jo kabhi bhi nahi de sakta main usko..
ro pada ye aasman saath mere aaj,
dekhkar in aankhon mein ashqon ke moti aaj...
yad aaye mujhe wo pal
jab kehta tha main ki barasta hai ye aasmaan bhi mere ashqon ke saath...

No comments: