Tuesday, August 18, 2009

zindagi...


aaj phir wo yaad aa gaye,
aaj phir in aankhon mein aansoo aa gaye...
dhadakta hua yeh dil kuch tham sa gya,
in aankhon mein chehra jab unka aa gya...
sab mile mujhe har kahin,
bas ek uski kami hai zindagi mein...
aankhein hain harpal namm meri,
bhulti nahi wo tasveer teri...
jiye ja raha hu main yaadon mein uski,
har lamha raah dekhta hu main uski...
shayad kabhi to wo mujhe milegi,
isi sahare jiye jaa raha hu ye zindagi meri...

1 comment:

meena said...

bas hope hope hope.........jus delete it 4rm ur dictionary....